{"id":8305,"date":"2020-05-08T01:00:23","date_gmt":"2020-05-07T19:30:23","guid":{"rendered":"https:\/\/pollywoodboxoffice.com\/?p=8305"},"modified":"2020-05-08T01:00:23","modified_gmt":"2020-05-07T19:30:23","slug":"pimples-kaise-hataye","status":"publish","type":"post","link":"https:\/\/pollywoodboxoffice.com\/pimples-kaise-hataye\/","title":{"rendered":"How to Get Rid of Pimples from Face – Muh se pimple kaise saaf honge"},"content":{"rendered":"
\n
\n
\n
\n
\n
Pimpleas Kaise Hataye<\/strong><\/div>\n
pimples \/acne ki Chehre par Aane ki kaafi Sari wajah hoti hai , jis mein sab se Khas hota hai hormonal imbalance. Acne ko saaf karne ke liye aap kaafi saare gharelu nuskhe azma sakte hai.LEKIN SAB SE ZAROORI HAI CHEHRE KO SAAF RAKHNA , aap din mein 2 baar chehre ho ache salicylic acid face wash (spongy- sal ) se dho sakte hai ye pimple control karne mein kaafi madadgar hai. Face wash ko chehre par lagakar 30 sec ke liye chod de aur fir pani se dho lein. Yaad rakhiye jab acne ho to unhe scrub na kare iss se pimple our aggravate ho jayenge. Acne ka main karan hota hai hamare skin mein zyada sebum produce hona, jo pores ko block kar data hai. agar aap routine mein Chehre ko clean karenge , raat ko sone se pehle make up utarenge to aap acnes se bach sakte hai .<\/div>\n